Skip to main content

Top Header Ads

Mobile se facebook comments ranking on kaise kare (part 2 full guide step by step with images)

Facebook ke 90% logo ko iska pata nahi hoga ki facebook par comment ranking kya hai,

Ye ek VIP comments feature hai,

Agar aap facebook use karte hai, to aaj ye jankari padhe aur ye sikh kar aap apni vip comment ranking on kar sakte hai,

Comment ranking kya hai?


Sabse pehle dosto aap ye jan le ki comment ranking kya hai, aur isse kya hota hai,

Comment ranking ka matlab hai, agar aap facebook par koi post karte hai, aur us par aapke dost ya aapke followers comments karege aur comments niche niche jate rahege jo 1st comment karega uski comment sabse pehle (top) uper dikhai degi aur jo 2nd comment karega uski comments 1st comment ke niche aayegi aise hi sab comments niche ki taraf discribe hoti jayegi aur agar us post par aap bhi comments karte hai to aapki comments bhi niche discribe ho jayegi agar aapki comment ranking on hai, to aisa nahi hoga aap jab bhi comments karoge to aapki every comments sabse upar (top) par rahegi

Comment ranking on karne se kya hoga?


Dosto comment ranking ka on rakhane se aapki post kitne din pehle bhi kyo na ki ho lekin aap jab bhi aapki koi post par comments karte hai, to aapki har comments sabse upar top par hi rahegi agar aap apne dost ya followers ke liye koi message dena chahte hai, to jo bhi aapki post par aayega use aapki comments use pehle dikhai degi

Comment ranking kaise on kare?

Pehle aap is link par click karke open kare
https://www.facebook.com

Aur niche screen shot me dikhaya gaya hai, option par click kare

Chorme browser us Facebook desktop view


Jaise uper dikhaya hai option par click kare aur chorme browser settings me desktop view par mark karke desktop view kare jaise niche screen shot me dikhaya gaya hai,

Turn on desktop view chorme browser

Yaad rahe aapke chorme browser par uper yahi address show hona chahiye agar nahi ho raha to uper se yah link tpye karle

Ab aap aapna username aur password enter karke apna facebook account login kare aapka Facebook account desktop view mod par hoga jaise computer ya leptop par hota hai,
Ab aapko jaise niche photo me dikhaya hai, vaise facebook ka setting open karna hai,
Settings open karne ke bad aapko public post par click karna hai,
Jaise hi aap public post par click karoge aapke samne niche jo screen shot hai, uski tarah page dikhai dega usme comment ranking ka option hai, use on karna hai,
Aap ek bar achche se ye screen shot ko dekhe jise dekh kar aapko ek dam achche se samjh aa jayega
Facebook use mobile browser on comment ranking
Aap is post ko read kar sakte hai, is post me se comment ranking on kaise kare uska video bhi diya gaya hai,

I hope ki aapko yah post achche se samjh aai ho aur aap apni comment ranking ko on kar paye agar aap mujse contact karna chahte hai, to is link se lar sakte hai,
http://www.knowledgeandtrick.com/p/contact-us.html?m=0
😊 Thanks for Visit.😊

Post a Comment

0 Comments