Skip to main content

Top Header Ads

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari Hindi

Hello doston aaj ham aapkp is post me adnow se online paise kaise kamaye puri jankari hindi me bata rahe hai,
Jiski madad se aap Fee Website/Blog se aasani se 500rs tak kama sakte hai,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Free blog se paise kamane ke liye sabse achche advertising network ki bat kare to usme Adnow ek bahot hi achcha network hai,

Aur uska Payment System bhi bahot achcha hai, jiske bare me aapko is post me sab details se batayege,

Adnow Kya Hai? Adnow ek Advertisement Network Program hai, jiske Advertisement aap apne Blog Ya Website par lagakar usse paise kama sakte hai,

Adnow Se Online Paise Kamane Ke liye Kya Kya Chahiye

Required, Adnow Se Online Paise Kamane ke liye aapko in chizo ki jarurat hohi jiske bina aap Adnow Se Online Paise nahi kama sakte hai,

  • Bank Account
  • PayPal Account (Optional)
  • Gmail Account
  • Website/Blog
  • Mobile Ya Leptop/Pc
Adnow se kamaye hue paise ko Transfer karne ke liye aapko ek Bank Account ki jarurat hoti agar aapke paas Bank Account nahi hai to aap kisi aur ka Bank Account istemal kar sakte hai aur usme apne Adnow se kamaye hue paise Receive kar sakte hai, 

PayPal Account agar aapke paas PayPal Account nahi to iski koi jarurat nahi padegi iski jarurat aapko agar jaldi paise apne Bank Account mei Payment leni hai, to hi padegi, (payment ke bare me niche last me iski jankari batai gai hai) 

Gmail Account Adnow Se Online Paise kamane ke liye aapko Adnow Par Account banane ke liye Gmail Account ki jarurat padegi, jiski jankari yaha di gai hai, Google Gmail Account Kaise Banaye (Gmail Id कैसे बनाए)

Website Ya Blog Adnow Se Online Paise kamane ke liye aapko ek Blog Ya Website ki jarurat padegi, jis par aap Adnow ke Advertisement lagakar paise kama sakte hai, 
Agar aapke paas blog/website nahi hai, to abhi is post ko padhkar free Website banana sikhe, Google Par Free Website Kaise Banaye [Online पैसे कमाने के लिए]

Aur last hai Mobile Ya Leptop/pc Blog Ya Website aur Adnow in sabhi ko chalane ke liye aapko ek Mobile Ya Pc ki jarurat hogi, agar aaple paas Pc ya Leptop nahi hai to uski koi jarurat nahi hai, aap Mobile Phone se bhi ye kar sakte hai,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari Hindi

Adnow Par Singup karne ke loye sabse pehle aap adnow ki site par jaye aur singup par jaye https://adnow.com/sign-up
  • Uper Line mei PUBLISHER select kare,
  • Apna Pura Name Bhare, (Firt Name Aur Last Name, 
  • Apna Email Address Bhare,
  • Language Select Kare aap hindi bhi Choose kar sakte hai, 
  • Password bhare, (strong password dale)
  • Confirm Password mei Dubara Apna Vahi Password Bhare, 
  • Skype, Agar Aapke Paas Skype Id Nahi Hai, to fb Profile ki link dal de, 
  • Uske Niche Diye Gaye Dono Box Me Mark Kare, 
  • I Am Not Robot Box Me Mark Kare,
In sabhi Information bharne ke bad last me SUBMIT kare,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Submit karne ke bad aapko Adnow ki taraf se aapne jo Email Address me jo address diya tha us email address par ek Confirmation Mail aayega jisme link di gai hogi use open karle apna adnow account Verify kare, aur apna Adnow Account ka singup step pura kare,

Adnow Par Websites Add Kaise Kare

Adnow le advertisements apni site par lagane ke liye aapko pehle adnow me apni site add karni hogi aur adnow ki taraf se site ko approval karvana padega, uske liye niche ke steps follow kare,

Step:1 Apne Adnow Dashboard ke site Option me jaye aur add site par jaye, 

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Step:2 apni Website ki Details bhare, 
  • Apni Website ka Title Enter kare, 
  • Apni Website ka URL Enter kare,
  • Apno Website Ki Language Select kare, (Hindi bhi kar sakte hai)
  • Apni Website ki Monthly Traffic Select kare,
Aur Add kar de,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Add Button dabane ke bad aapke samne ek PopUp Window Open hogi, jo kuch khas nahi usme Agree wale box me Mark karke Ok kar dijiye,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari
Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Ab aapki Site ko Adnow Review karega aur uske bad aapki website ko Approval karega uske bad aap Adnow ki Advertisements apno site par laga sakte hai, Adnow Review ka Time 1 se 3 Din tak hai, Aapko website ko 1 se 3 din me Approval kiya jayega,
Review Hone ke bad aapki site ke samne Active likha aayega, Aur review hone tak Being Is Moderate likha aayega, jaise aap Photo me dekh sakte hai,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Adnow Me Widgets/Ads Kaise Banaye

Site Approval hone ke bad aap Adnow Ke Ads apno site par laga sakte hai, Ads kaise banaye uske liye aap niche dite Steps Follow kare,
Widgets me jaye aur apni Website Select kare,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Site Select karne ke bad aapko Widgets Settings karni hai, jisme Widgets Type, Widgets Size, Number Of Widgets, Background sab set karne ke bad Save kare, uske bad Preview kare, ki Ads thik se bana hai ya nahi, uske bad HTML Code mei jaiye aur aapko 2 Ads Code diye jayege, jise aapko apni Website Me lagane hai,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari
Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Adnow Ads Website Par Kaise Lagaye

Apne Website Ke Dashboard par jaye (yah example Blogger ka diya ja raha hai)
Blogger ke Layout Par jaye aur Add Gadgets par jaye,
Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Aapke samne ek Popup Window Hogi jisme aapko HTML/Javascript Widgets select karna hai,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Ab aapko apne ads code ko is tarah paste karna hai, aapko adnow ads ke do lagane hai, jise is tarah se lagane hai, 
Pahla code yani uper ka jo code hai use pehle paste kare, aur niche ka code hai use thik pehla code pura hone ke thik niche paste kare,
Aise dono code ko ek sath hi paste kare, jaise niche aap photo me dekh sakte hai,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Adnow Ka Payment System Kaisa Hai And Adnow Payment Review 2018

Adnow ki payment system bhi bahot achchi hai jo is tarah se hai, 
  • PayPal Payment Starting $20
  • Bank Wire Transfer Starting $200
  • Web money  And E payment $20
Aur Adnow Weekly hai, yani har week me aapko aapla payment Minimum Payment Balance tak Pahunchne ke bad Automatically aapke account mei transfer kar di jayegi,
Isme PayPal se payment lena jyada achcha rahega jisse aapko Payment ke liye jyada wait nahi karna padega aur jaldi se aapke account me aap paise le sakte hai,
PayPal payment ki starting $20 se hoti yani aapke earning balance me 20 hone ke bad aane vale agle monday ko aapki Payment send kar di jayegi jo 2 se 3 din me aapke PayPal account me receive ho jayegi, mene wire aur PayPal dono method se payment liya hua hai, jiska payment proof aap niche dekh saktr hai,

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

Adnow Se Online Paise Kaise Kamaye Puri Jankari

I hope ki aapko hamari ye post Adnow Se Paise Kaise Kamaye Puri Jankari Hindi pasand aai ho aur aapko achche se samjh aai ho, 

Is post ya adnow se juda koi saval agar aap puchna chahte hai, to aap comment karke puch sakte hai, ham aapki adnow se jude har saval ka javab denge, anytha aap hamare contact us me jakar hamse contact kar sakte hai,

😊 Thanks for Visit.😊

Post a Comment

0 Comments