Skip to main content

Top Header Ads

Mobile Phone Ko Cctv Camera Kaise Banaye - Mobile To Convert CCTV Trick

Android smart phone se ham bahot kuch kar sakte hai, to aaj ham aapko is post Mobile Phone Ko Cctv Cmare Kaise Banaye ye trick share kar rahe hai,
Jisse aap apne Android Smart Phone Ko CCTV Camera ki tarah istemal kar sakte hai,
Aur sath hi aap iske bahot se features bhi istemal kar sakte hai,

Mobile Phone Ko Cctv Camera Banane Ke Liye Kya Chahiye

Mobile Phone Ko Cctv Banane ke liye aapko do Android Mobile Chahiye,
Aur 4G Internet Connectivity, aapke mobile par 4G internet Data Hona chahiye,
  • Purane Phone Ko CCTV Camera Kaise Banaye,
  • Apne Mobile Ko CCTV Kaise Banaye,
  • Mobile Se CCTV Camera Kaise Banaye

Mobile Phone Ko Cctv Camera Kaise Banaye - Mobile To Convert CCTV Trick

Mobile Phone Ko Cctv Camera Kaise Banaye - Mobile To Convert CCTV Trick


Apne dono mobile ek sath rakhe aur Mobile "A" yani aap jis mobile par CCTV Live Video dekhna chahte hai, us mobile par niche diya Application Install karna hai,
Application ka link niche diya hai vaha se direct install kar sakte hai,

Install karne ke bad registration step pura kare, aur app ko open kare,(registration ke liye sirf apna email aur aapka password enter karna hai,

Ab mobile "B" yani jis mobile ko aap cctv camere ki tarah kisi jagah par rakhne/set karne wale ho us mobile par inche diye link wale application ko insrall kare,

Is app ko bhi install karne ke bad registration process ko pura kare aur application ko open kare,

Dono phone par registration pura karne ke bad ap phone "B" me AtHome Video Streamer ko open kare aur Generate QR Code Par Click Kare, ab aapko Ek QR Code display par show hoga use aapko mobile "A" par scan karna hai,


Mobile Phone Ko Cctv Camera Kaise Banaye - Mobile To Convert CCTV Trick


QR Code Scan karne ke liye Mobile "A" par AtHome Camera App ko open kare aur usme uper plus+ ka nishan hai vaha se option khole,
Aapko 3 options milege usme Add Camera By QR Code Select kare,


Mobile Phone Ko Cctv Camera Kaise Banaye - Mobile To Convert CCTV Trick


Ab aapke mobile "A" par camera open ho jayega aur Mobile "B" ke QR Code ko mobile "A" ke camere ke samne rakhkar Scan kare,


Mobile Phone Ko Cctv Camera Kaise Banaye - Mobile To Convert CCTV Trick

Ab aapka CCTV Mobile camera connect ho gaya hai, ab aap usme camera change kar salte hai aage ya piche  (Front, Back) ke camere se aap dekh sakte hai,
Ab aap us phone ko kahi par bhi rakh sakte hai, jaha aap apni najar rakhna chahte hai,


Yaha Se Padhe


Aur iske sath sath aap 
  1. Captured kar sakte hai,
  2. video recording kar sakte hai,
  3. flash light on kar sakte hai, aur
  4. voice bhi sun sakte hai,

😊 Thanks for Visit.😊

Post a Comment

0 Comments