Skip to main content

Top Header Ads

Google Drive Me Delete Files Recover Kaise Kare

dosto agar aap google drive istemal karte hai, to Delete files Ko Recover karna bahot hi asan hai,
google drive se agar ham koi files kabhi delete kar delete hai to to wo permanant deleted nahi ho jati hai, aur wo files trash files me save rehti hai jaha se ham asani se use restore kar sakte hai,

agar aap google drive ko istemal karna nahi jante to is post ko padhe jismei Google Drive ke bare me puri jankari hamne din hui hai,

Yaha Se Padhe 

Google Drive Me Delete Files Recover Kaise Kare

Google Drive Se Delete Files Ko Recover Kaise Kare

Google Drive Me Delete Files Ko Recover karne ke liye apni Google Drive application ko open kare aur sidebar me tree line optinos hai vaha se options open kare,
Option me niche jaye aur Trash ko open kare,

Google Drive Se Delete Files Ko Recover Kaise Kare

Aapki delete files aapko yaha par dikhegi aur files me option par click kare jaise niche image me dikhaya gaya hai,

Google Drive Se Delete Files Ko Recover Kaise Kare

Ab options mei aapko Restore, Move Aur Delete Forever ke teen option dhikhege jaha se aap asani se apno Delete Files Recover kar sakte hai,
Google Drive Se Delete Files Ko Recover Kaise Kare

Yaha Se Padhe


Hamare naye post ko apne Email Inbox par Receive karne ke liye hamare Blog ko Subscribe kar sakte hai,

Kaisi lagi aapko hamari ye post aur jankari Google Drive Me Delete Files Recover Kaise Kare, is jankari ko apne doston ke sath share karna na bhule niche diye buttons se apne doston se share kare,
😊 Thanks for Visit.😊

Post a Comment

0 Comments