Skip to main content

Top Header Ads

WordPress Blog Par Spam/Fake Referral Traffic Block Kaise Kare

WordPress Spam/Fake Referral Traffic Block agar aapke blog par Spam referral traffic aa raha hai,
to aapke blog par iska bura asar padega,
to iske liye aapko spam referral traffic ko
Block yani Stop karna bahot hi jarurat hai,
kyoki Spam Ya fake traffic aapke blog ke liye bura hone ka khatra hota hai,

WordPress Blog Par Spam/Fake Referral Traffic Block Kaise Kare



Spam Traffic Kya Hota Hai

spam traffic wo hota hai jo alag alag URL se site par referral traffic bhejte hai, Jo ki ek fake url hota hai, aur kuch URL to invalid bhi hote hai, jis par koi content nahi hota hai, aur wo URL koi bhi ho sakta hai matlab kisi bad site ka bhi ho sakta hai,
kuch log aisebhi  hai jo internet par sirf kisika bura hi chahte hai, aur wo hamari par sirf Spam Fake Traffic bhejne ka hi kaam karte hai,

Spam Traffic URL Kaise Dekhe

iske liye apko Google Analytics use karne ki jarurat hogi,
Google Analytics me aap apna referral traffic ka source check kar sakte hai,
iske liye Google Analytics se apni site ko connetc kare, referral traffic dekhne ke liye Ggogle analytics me,
ACQUISITION>All Traffic>Referrals par jake dekh sakte hai,
isme aapko wo URL bhi milege jis site par aapne apni site ki link add kar rakhi hai, jaise Facebook, You Tube, Twiter, Etc

Spam/Fake  Referral Traffic Ko Kaise Pehchane

Aapne jo Referral URL dekha hai wo spam hai ya nahi yeh janne ke liye us Referral URL ki Bounce Rate Check kare,
Jiski Bounce Rate 100.00% ho wo Spam Yani wo fake Referral URL Source hai,
To us URL ko vaha se achche se copy karke aapko niche bataye tarike se custom blocks Box me paste karke Block karna hai,

Spam Traffic Ko Block Kyo Kare

Spam Ya fake Traffic aane par agar aap Adsense hai to aapko iski jyada Effect padegi kyo Spam Traffic agar aapke Adsense Ads ke sath Ched Chad karega to aapka Adsense ban ho sakta hai, isliye aapko apni Website par Spam Traffic aane se rokna hoga,

WordPress Spam/Fake Referral Traffic Block Kaise Kare

Sapm Reaferral URL ko block karne 2 method hai, to chalo aapko 1st method batate hai,
iske liye aapko plugin inastall karna hai,

WordPress Blog Par SpamFake Referral Traffic Block Kaise Kare

jisme 500 URL already hoge jo Spam hai aur aap usme custom URL add kar skate hai,
iske liye settings ke niche Reaferral Spam par jaye


jo aapka Spam Referral Soure URL hai use aap jo Custom Blocks ka box dekh rahe hai usme sidha paste kar dijiye wo direct BLock ho jayega, aap niche Screen Shot me dekh sakte hai,
is tarah se Spam URL add karke save kar dijiye

WordPress Blog Par SpamFake Referral Traffic Block Kaise Kare

aur dusre method hai aap apne blog par CDN use kare,

WordPress par Free Cloudflare CDN set karna bahut hi asan hai,
Ise aap cpanel se bahut hi asan step se active kar sakte hai, jiske liye hamne isse pehle vali post me bataya hai, usi link niche di gai hai,

CDN aapki site ko Referral Spam Traffic ke sath sath aapki site ki speed bhi incrase karega CDN set kaise kare iske liye aap is post ko padhe,

  • WordPress Blog Par Cloudflare SSL HTTPS Set Kaise Kare Without Change Nameserver

😊 Thanks for Visit.😊

Post a Comment

0 Comments