Skip to main content

Top Header Ads

Aadhar Card Me Mobile Number Register Kaise Kare

Aadhar Card Me Mobile Number Register hona bahot jaruri hai, agar aapka mobile number aapke aadhar card se link nahi hai, to is post ki madad se aap apna mobile number aadhar card par register, update, add kar sakte hai,

Aadhar Card Me Mobile Number Register Karna Kyo Jaruri Hai


Aadhar card par mobile number register karna bahot hi jaruri hai,
Agar aapka mobile number aapke aadhar card me registered hai to aap online KYC verify ya submit karne ke liye aap apne aadhar card ka istemal kar sakte hai,
Aadhar card me mobile number register hone se aap aur bhi bahot se kaam online verification ke liye kar sakte hai, jaise


  • Online Banl Account Opening Verification,
  • PhonePe Application Verification, 
  • Any UPI EKYC Verification,
  • Airtel Money Wallet Verification,
  • Paytm Wallet KYC Verification,
  • Online Apply PAN Card,
  • Sim Card Aadhar Re-Verification,
  • Online eAadhar Crad PDF Download,


Aadhar Card Me Mobile Number Register Kaise Kare

Aadhar Card Me Mobile Number Register Kaise Kare


Aadhar Card Me Mobile Number registration karne ke liye aapke paas 2 options hai, 1st Update Centre, 2nd Send Post Update Request Form,

Dono hi tarike aasan hai, aap jaise bhi apne aadhar card se mobile number update karna chahte hai, kar sakte hai,

Option 1: ye tarika request forum post ke dwara send karne se jyada behtar aur fast hai, isme aapko kuch nahi karna hoga,
Apne najdiki aadhar card Centre par jaye aur vaha aapko aadhar card me mobile number update karne ka form diya jayega, us form me aapni puri jankari bhare aur vaha apna aadhar card aur anya documents sath lekar jaye, PAN Card, Driving licence, Election Card, jise wo scan karke aapka verification karege, aapko uski zerox copy dene ki jarurat nahi,

Aadhar card me mobile number update karne ke sath sath aap usme dusri koi mistake ho jaise,

  • Aadhar Card Name,
  • Aadhar Card Address,
  • Aadhar Card Photo,
 to usme bhi sudhar kar sakte hai, 

Aadhar card me mobile number update request ke bad agale 90 dino ke andar aapka mobile number aapke aadhar card me update kar diya jayega,

Yaha Se Padhe

Ghar Baithe Aadhar Card Me Mobile Number Register Kaise Kare


Ghar baithe aadhar card me mobile number update karne ke liye yaha se aadhar data update form download kare, Aadhar data update form

Form download karle  aur uski print niklva kar usme apni sabhi jankari bhare,


  • Aadhar Card Number,
  • Full Name,
  • Address,
  • Mobile Number (jo aap Register/Update karna chahte hai)
  • Postal Code, City Name, ETC,

Uper batai sabhi jankari bharne ke bad use Aadhar Card Center par UIDI ko post ke dwara bheje, kaha bhejna hai uska pata aapko form me diya gaya hoga,

To aasha karte hai ki is post ki jankari ki madad se aap apne aadhar card me mobile mobile number register kar paye,

😊 Thanks for Visit.😊

Post a Comment

0 Comments