Skip to main content

Top Header Ads

English To Hindi Translate Kaise Kare - Asani Se English Kaise Likhe

Agar aap English bhasha(language) nahi padh sakte hai to is post se jane Bhasha Translate Kaise Kare aur kisi bhi bhasha(language) ko aap jis bhasha me padhna chahte hai us bhasha me Translate karke padh sakte hai,

Aur English bhasha ko padhne ke sath sath aap English likhna, padhna, aur bolna bhi sikh sakte hai,

Is post me aapko ye sab jankari prapt kar sakte hai,

  • English Bhasha(Language) Ko Hindi Me Translate Kaise Kare,
  • English Bhasha(Language) Ko Gujrati Me Translate Kaise Kare,
  • Gujarati Bhasha(Language) Ko English Me Translate Kaise Kare,
  • Hindi Bhasha(Language) Ko English Me Translate Kaise Kare,

English To Hindi Translate Kaise Kare - Asani Se English Kaise Likhe

Google Translate Se English To Hindi Translate Kaise Kare - Asani Se English Kaise Likhe


Niche di link se aap Google Translate App Install kare,

Google Translate Ka Istemaal Kaise Kare

  1. Aap Jis Bhasha Ka Translate Karna Chahte hai, (aap jis bhasha ka Translate karna chahte hai wo shabd kis bhasha me hai wo bhasha select kare agar aap English ko hindi ya gujrati me padhna chahte hai to English select kare)
  2. Aap jis bhasha me Translate karke padhna chahte hai us bhasha ko select kare,
  3. Selected bhasha ka transfer kar sakte hai,
  4. Tab to enter text par click karke English words type ya paste kare,
  5. Camera se Bhasha Translate kar sakte hai,
  6. Handwriting se translate kar sakte hai,
  7. Conversation se dono bhasha me type ho ho jayega jo bhasha aapne set kar rakhi hogi,
  8. Voice Translate, aap bol kar Translate aur type dono kar sakte hai,
  9. Translation History se aap apne translate kiye words ko copy favorite kar sakte hai,

English To Hindi Translate Kaise Kare - Asani Se English Kaise Likhe

Hinglish/Hindi To English Aur English To Hindi Translate Kaise Kare


Example : jaise hamne niche Hinglish/Hindi me "Bhasha Translate Kaise Kare - Asani Se English Kaise Likhe" paste kiya to niche uska English Translation Ho gaya "How to translate the language and how to easily write english"

Aap hindi bhasha ko Translate karne ke liye Hindi ya Hinglish dono bhasha me type karke use English Bhasha me Translate kar sakte hai,


Language Translate Kaise Kare Aur Asani Se English Likhna Sikhe

Yaha Se Padhe


English To Hindi/Gujarati Translate Kaise Kare


Example : jaise hamne English me type kiya "How to translate the language and how to easily write english" to niche uska Gujarati me Translation ho gaya, 
Agar aap English To Hindi Translate karna chahte hai to Translation Language me jaha Gujrati select hai vaha Hindi select kare,

Hindi To English Language Translate Kaise Kare

Mobile Camera Se English To Hindi Translation Kaise Kare

Uper jaha Google Translate ke Features ke bare me bataya hai, vaha no. 5 par Camera Translation ke option par jaye aur  aapka camera on ho jayega,
Likhe hue shabdo ko aap camera se Translate kar sakte hai,


😊 Thanks for Visit.😊

Post a Comment

0 Comments