Skip to main content

Top Header Ads

PhonePe App Use Karke Paise Kaise Kare PhonePe Ki Puri Jankari

kya aap online recharge ya bill pay karte hai to aapko ye post PhonePe App Use Karke Paise Kaise Kare PhonePe Ki Puri Jankari bahot hi madadgar rahegi, online recharge aur bill pay ke liye PhonePe Apllication sabse achchi hai, jo har payment ya recharges par cashback deti hai,
aur iske sath sath ye referal karne par earn bhi deti hai,

PhonePe Appication se ham kya kya kar sakte hai,

PhonePe Application Se App Niche Diye Sabhi Online Payments Kar Sakte Hai,

  • Prepaid Recharges All Mobile Operator,
  • PostPaid Recharges All Mobile Operator,
  • D2H Recharges
  • Electricity Bill Pay,
  • Credit card
  • Landline Bill Pay
  • Gas Bill
  • Broadband
  • Water
  • Datacard
  • Insurance
  • Google Play
  • Money transfer
PhonePe App Ka Use Karke Paise Kaise Kare

PhonePe App Use Karke Paise Kaise Kare PhonePe Ki Puri Jankari

Step:1 Sabse se pahle apne mobile par PhonePe Application Install Kare, aur open kare,

Step:2 Register Now Par Jaye, niche PhonePe Application ki link hai vaha se direct install kar sakte hai,


Step:3 Apna Mobile Number Submit Kare (vahi number submit kare jo aapke abnk account me register ho aur usi phone me wo sim card insert ho) aur niche 4 anko ka password dale, aur LOGIN par jaye,

Step:4 aap 2st time users hai to aapko apna mobile number PhonePe par register karna  to REGISTER par clik kare,

Step:5 mangi gai sabhi details submit kare,

  1. Mobile Number
  2. aap jo mobile number submit karoge usme OTP aayega aur OTP Automaticlly Submit ho jayega,
  3. Apna Name enter Kare,
  4. Email Address Enter Kare,
  5. 4 Anko Ka Password Enter Kare,
sabhi details bharne ke bad CONTINUE par par jaye,

Step:6 Apni Language Select kare jis bhasha aap PhonePe istemal karna chahte hai, aur DONE karde,

ab aapka PhonePe application use karne ke liye ready hai, lekin pahle aapko isme apna bank account link/add karna hoga uske bad hi aap koi bhi online payment ya recharges kar payege,


Yaha Se Padhe


PhonePe Application Me Bank Account Add Kaise Kare,

Step:1 apne PhonePe Application me niche ke menu me My Account hoga use open kare,

Step:2 sabse pahla Option Hi aapko Bank Account ka milga to usme ADD ACCOUNT par jaye,

Step:3 ab aapko apni bank ka name select karna hai, aapka jis bank me account hai us bank ke name par jaye,

Step:4 ab aapko 2 sim ka option milega to usme aapko sirf apna wo sim select karna hai jo aapke bank account me link/register hai,
message send karne me aapko sms charge dena padega 1.5rs,
uske bad aapka bank account automatically add ho jayega,

PhonePe par 1st recharge karne par aapko 40% CashBack milega, to jitna ho sakte utna jyada paise wala recharge kare,
uske bad aapko har recharges par cashback milega usi cashback ke ammount se aap recharge ya bill pay kar sakte hai,

PhonePe App Se Paise Kaise Kamaye


uper top bar me Your Location ke pahle My Profile hai vaha My Profile par jaye,
vaha aapko My Referral Earinings me jaye,
vaha niche aapko INVITE FRIENDS par jaye aur Whatsapp, Facebook, Etc se share kare, aur apner dosto ko PhonePe App Install karvaye apne friends ke successfully regisration karne par aapke PhonePe Wallet par aapko 75rs Earn dijya jayega, jise aap recharges ya kisi bhi bill pay ke liye istemal kar sakte hai,

conclusion,

PhonePe par aap apna bank account add karoge to aapka bank account bilkul safe sahi PhonePe ek registred Application hai aur PhonePe appnication ko YES BANK ne banaya hai,
to bank khate me kuch problem hone ke cahnge hi nahi hai, aap befikra usme apna bank account use kar sakte hai, asha karte hai aapko hamari ye post PhonePe App Use Karke Paise Kaise Kare PhonePe Ki Puri Jankari pasand aai ho,
😊 Thanks for Visit.😊

Post a Comment

0 Comments